Skip to main content

Cabbage Benefits and Nutrients | bandh gobhi ke faide aur nuqsan |



Cabbage ya Band gobi jise hamare yahan patta gobi bhi kaha jata hai ye sabzi ek qism ka saag hai use aksar sookha tal kar roti ke saath khaya jata hai hamare yahan ye subuh ke naashte ki sabzi hai aur aksar cabbage ko kacchi halat me salad me khaya jata hai joke acchi maloom hoti hai aur mazedar bhi hoti hai. use qudrat ne ajeeb tuhfa banaya hai. Isme parat dar parat patte lipte hote hain jo ke ball ki tarah hojate hain.

Nutrients ( Ghizai Ajza )

Namkiyat aur vitamin B-H-C-E iske nutrients hain aur iska mizaj garam hota hai 

Khasiyat (Benefits) aur usse ilaj

  • Cabbage me behad kam nutrition hota hai aur ye koi umda ya bahut hi faidemand sabzi nahi hai. Ise alo waghera ke saath hargiz paka kar na khaen balke use gosht ke saath paka kar khana faidemand hoga use ghee aur adrak ke bagher hargiz na paken aur na khaen.

  • Cabbage balgham banne se rokti hai 

  • mardana taqat me behad mufeed hai aur masudu ke liye bhi ye ek faidemand sabzi mani gai hai is shart par ke isi bilkul kam miqdar me khaya jai.

Side Effects

Cabbage ya band gobi acchi ghiza nahi hai use kam se kam hi khana chahiye kyonke ye bahut zyada gases paida karti hai. use khana ho to adrak(ginger) ke bina hargiz iska istemal na karen aur ismi ghee zaroor shamil karke khaen warna ye bahut zyada khabz paida karti hai aur ise lagatar ya rozana istemal no karen kyonke iska lagatar istemal jism me khushki paida karta hai. band gobhi, phool gobi, ye dono bhi gases paida karte hain aur cabbage ko maide aur ganthiya yani jodo ke dard wale mareez hargiz istemal na kare.


Comments

Popular posts from this blog

Kin kin Mahino Mein Kaun Kaun si Sabziyan Paida Hoti Hain [ In which month, which vegetables will be grown ]

Mausam ke hisab se Hamare Mulk mein 3 Mausam hote hain. Mausam e Garma- (Summar) Mausam e sarma- (winter) Mausam e Barsaat- (Rain)  Aur in Mausamon Mein Jo sabziyan kasht ki aur paida ki Jati Hain wo neeche Diye gaye mahino mein Paida hoti hai. Mausam e Garma : Maidani ilaqoon me January se April aur pahadi ilaqoon me March se May tak sabziyon ko ugaya jata hai.Ye mausam e garma ki sabziyan kehlati hain. Mausam e Sarma : Maidani ilaqoon me July se November  aur pahadi ilaqoon me February ki baraf bari khatam hone ke bad april me paida hone wali sabziyan mausam e sarma ki sabziyan kehlati hain.  Mausam e Barsat : Maidani ilaqoon me july se august tak aur pahadi ilaqoon me is mausam me sabziyan paida  nahi hoti. Garma ki sabziyan aakhir me mausam e barsat ki sabziyan bhi kehlati hain. Kin Mahino me Konsi Sabziya Paida Hoti Hain. January : Ye patjhad ka bhi mausam hota hai jab aalo(putato) ki kheti...

Insani Khuraak [Human's Food]

Khuraak Food se insani jism ki banavat ka gehra naata hae .insani jism par jese Pani,Hawa aur mulk ke asarat hote hain hum par food bhi aese hi asar andaz hota hai. Hamare bas me nahi ke hum mulk aur pani wo hawa ko badal sake aur hum aesi zameen pani wo hawa me zindagi basar karne par majboor hote hain. job, property aur business, education ya maa baap ka saath hame ek hi jaga par rehne par majboor karta hai. Bunyadi Khuraak [Basic Food]:    Insan ki bunyadi khuraak hain Gandum(gehu),   Chana, Daalen(lentils) aur Chawal(Rice) Upar jo food ya khuraak batlaya gaya hai wo to bilkul zaroori hai magar hamen apne mazey,taste aur Health ke liye bhi kuch doosre foods ki bhi zaroorat hoti hain ya yoon ke kuch foods aese bhi hote hain jinhe dekh kar ji lalchata hai aur insan unhe khane par majboor hojata hae un me phal aur sabziyaan wo mewa fruits sub se ahem hain. Insan pehle soncha karta tha ke bunyadi khurak basic food ko chod dena aur unko khane me susti...